Monday 14 October 2013

Toota hai meray piyar ka bandhan to kia hua.

Toota hai meray piyar ka bandhan to kia huaBarsa hai meri aankh se sawan to kia hua
Yun bhi to saari dunia se kat kr jiya hon main
Tu bhi hua hai ab mera dushman to kiya hua
Seeny me dard aankh mein aansu sjay to hain
Khali hai teray piyar se daman to kia hua,,
Mujhko yaqeen hai k mohabbat bhi aye gi,
Nafrat mai kat gya mera bachpan to kia hua,,
Mujhko b piyar onchi urrano se hai
Muqadr main nhe Koi nashiman to kia hua.

No comments:

Post a Comment