Sunday 13 October 2013

Faryaad Kar Rahi Hain Tarasti Hui Nigahai'n

















Faryaad Kar Rahi
 Hain Tarasti Hui
  Nigahai'n...!!

Dekhy Huey Kisi
 Apny Ko Bohat
  Dair ho Gayi   heai..!!!

Dil Ke Uffaq Main Gumshuda Sitara Mil Jaye




















Dil Ke Uffaq Main Gumshuda Sitara Mil Jaye,
Shab-e-Gham Main Koi Jeene Ka Sahara Mil Jaye,

Woh Jo Ik Shakhs Bohat Kam Muyassar Hai Aaj Kal Humko,
Arzoo Ye Hai Ke Kisi Roz Wo Saara Mil Jaye,

Ain Mumkin Hai Ke Taabir Bhi Ek Jesi Ho,
Tere Khuwabon Se Agar Khuwab Hamara Mil Jaye,

Usey Kehna Ke Mulaqat Adhoori Thi Wo,
Usey Kehna Ke Kabhi Aa Kar Dobara Mil Jaye,

Nafa-e-Zeest Ki Kab Humne Tamanna Ki Hai Mohsin,
Kya Ye Kam Hai Ke "MOHABBAT" Ka Khasara Mil Jaye...

ZindAgI MujhsE KehtI HaI


















=>
  ZindAgI MujhsE
  KehtI HaI
Har DAm UdAaS
 Mat RahA KAr,,,*
+,
+,

 +'''MaIn KehtA
 HooN MujhE
 Ik WajAh To De
 HaNsnE K Liye__*

Kya udaas zindagi hai meri Jo Guzar rahi hai




















Kya udaas zindagi hai meri Jo Guzar rahi hai

     "A_DiL"

Na mout ko yad atta hun na doston ko....

'Wo Kehny Lagi Naqab Me Bi PehchaaN Lety ho




















'Wo Kehny Lagi
Naqab Me Bi PehchaaN Lety ho Hzar0n k ßeeCh mE

Me Ne Muskra k Kaha Tri Aankhon Se Shuru Hua Tha Ishq Hzaaron k Bech Me

EK Khuwaab Ha¡ ISs khuwaab ko khona ßh¡ Nah¡ Ha¡



















EK Khuwaab Ha¡ ISs khuwaab ko khona ßh¡ Nah¡ Ha¡
.
...'TAABEER K Dhaagay Men P¡rona ßh¡ Nah¡ Hai'...
.
...'LIPTA Huwa Hai D¿l Se k¡s¡ Raaz k¡ Tarah'...
.
...'WO Shakhs k J¡s ko Mera Hona ßh¡ Nah¡ Ha¡'...
.
...'Ye Ishq-o-Mohabbat k¿ R¡wayat ßh¡ Ajab Ha¡'...
.
...'PAAYA Nah¡ J¡s Ko Usay khona ßh¡ Nah¡ Ha¡'...
.
...'JIS Shakhs k¿ khaat¡r Tera Yeh Haal Ha¡'
.
...'US Ne Tere Marr Jaanay  pe Rona ßh¡ Nah¡ Ha¡'

Din Nikle To Soch Alag_

















Din Nikle To Soch Alag_
Sham Dhale To Wijdan Alag_


Umeed Alag_
Aas Alag_
Sakoon Alag_
Toofan Alag_

Tashbeeh Dun
To
kis Se K Tere Husan
Ka_
Her Rung_

Neel Alag_
Zamurd Alag_
Yaqoot Alug_
Marjan Alag_

Tere Ulfat K Takaze
Bhi
Ajab Andaz K Thay_

Iqrar Alag_
Takrar Alag_
Ta'zeem Alag_
Farman Alag_

Ger Sath Nahi
Ab De Sakte
To
Bant Do Yak'Jaan Lamhe_


Masroor Alag_
Nidhal Alag_
Purkaif Alag_
Preshan Alag_

Waqt_e_Rukhsat
Alwida Ka Lafz Jab Kehne Lage_

Ansoo Alag_
Muskan Alag_
Betabi Alag_
Heejan Alag_

Jab
Chor Gaya Tab Dekha
Apni Ankhon Ka Rung_


Hairan Alag_
Pasheman Alag_
sunsaan Alag_
Byaban Alag_

howa tujh se bicharne k bd ye ehsas




teri tarha tera gham b

us ne apni chaal chali

pane ki tujh ko main ne koshish to bohat ki



Tumhen maloom hai

Teri yaad elaj-e gham hai














Teri yaad elaj-e gham hai...

 soch..! tera mukaam kya hoga.

Main Aj bhi

Udassi kam nhi hoti

Khuda poochhy ga mehshar men




















Khuda poochhy ga mehshar men,
Sataya tujh ko kis kis ne..

Ishary sy men keh dun ga,
K ye Sarkaar bethy hain.

ShaFaQ Ki JheeL MaiN Jaß SaNG_E_AaFtaß GiRaY

















ShaFaQ Ki JheeL MaiN Jaß SaNG_E_AaFtaß GiRaY,

HaMaRaY GhaR Pe SiYaaH Raat Ka Azaaß GiRaY.

KaHieN T0 GaRDiSh-E-AYYaM ThaK K SaaNS ßhi LaY,?

Kaßhi T0 KhaiMa-E-AFLaaK Ki TaNaaß GiRaY.

KiSi K RaaYeGaaN AsHK0N Ka KuCh HiSaaß T0 KaR,

FaLaK Se Y0uN T0 SitaRaY ßhi ße_HiSaaß GiRaY.

KaHieN T0 SiLSLa-E-IntiZaR KhataM ßhi H0,

KiSi TaRHa T0 Ye DeeWaR-E-IztaRaaß GiRaY.

GhaZaL K R0oP MaiN W0 Ru_ßa_Ru J0 H0 M0HSiN,!

Laß0N Se LaFZ UrraiN,!

Ye dua hai

Every Morning




















"Every Morning is the Symbol of Re-Birth of Our Life
So...
Forget All The Yesterday's Bad Moments & Make Today Beautiful..

Badlon Se Bacha Kar Rakhta Tha Ek Phool

Majboor-e-Anaa Ho Kr Paaband-e-Wafa Ho Kr





















Majboor-e-Anaa Ho Kr Paaband-e-Wafa Ho Kr,.
Hum Beth Gaye Aakhir raazi Ba-Raza Ho Kr,
.
Jis Rut Main Wo Bichhra Tha'
Us Rut K Ta'aqub Men,
.
Dil Ha K Bhatakta Hai
Raahon Ki Hawa Ho Kr,
.
Is Jism K Zindaan Men Ik Umar Se Qaidi Hn,.
Urr Jaaen Ge Hum Aakhir Ik Roz Riha Ho Kr.
.
Ab Tak Mere Aangan Men Phoolon Ka Basera Hai..
Guzre The Mere Ghar Se Wo Baad-e-Saba Ho Kr.
.
Is Darja Mohabbat Men Doobi Ha Meri Hasti,
.
Har Lafz Nikalta Hai Honton Se Dua Ho Kar..

Usy kehna

Too ne dekha hai

Main bhool jaon

Nazam

Wafayen

Tum lout Ana

Aik Arzo Hai

Kabhi Ana

Mujh ko

Some Ipmortant Information

Bhula ker bhi

Bharosa, Dua, Wafa, Khuwab




Bharosa, Dua, Wafa, Khuwab,
Maan, Mohabbat,



Kitney Naamon Mei'n Simtey Ho

Sirf Ek Tum...?

itna Asaan nhe hai

Srif itna hi to kaha hai k pyar' hai tum se,




Srif itna hi to kaha hai k pyar' hai tum se,

Jazbaat ki koi numaaish nahi ki.

pyar" k badley srif pyar' maanga hai,

Rishtey ki to koi guzarish nahi ki.

Chaaho to beshak tum bhula dena hamen,

Dil se sada yaad rakhne ki sifarish nahi ki.

Khamoshi se toofan seh letey hain jo,

Un baadlon ne izhaar ki barish nahi ki.

Tumhen banaya hai  sacha dost apna

Aey dost or to kisi cheez ki khawahish nahi ki.!!!

Malo0m h0ta hai bho0l gaye h0 shayed




Malo0m h0ta hai bho0l gaye h0 shayed...

Ya phir kamaaal ka sabr rakhty h0,

**ANMOOL MOTI**







"Jab insaan ki aankh say nidamat kay aansoo behtay hain to us par Rab ki rehmat barasti hai"

Mera Elaj

Asool e Muhabbat

Sonheri Alfaz

Ya Allah

Naaz

Wo mjse Aksar kehti hai

MAnzil

Kisi k sath

Sochta Hoon

Hosla ho ager

Ghazal

Bhut Shooq HAi na

Ahtiyat Say Mohhabbat Karain






Ahtiyat Say Mohhabbat Karain
.
.
Ya Phir Mohhabbat se Ahtiyat karen

TUM gay tanhai andr aa gai,




TUM gay tanhai andr aa gai,

dil ka Dar khula yun chor k jaya na kro,.

Dunya jisy

Beti Hoi Zindgi

Berukhi-E-Yaran




Berukhi-E-Yaran,
Naz-O-Nakhra,
Sharm-O-Hijaab
Aur Parda-E-Dil.

     

Sar Aankhon Pe Magar Khudara,
Mohabbat Mein Shamil Koi Tesra Na Ho.

Naye Dino k

Umeed to nahi

Main ne

is tarha pehro tujhe sochti rehti hn


Sansoon ki

Meri Muhabbaten

Kaha tum ne mujhe dil Se bhula do tum




Kaha tum ne mujhe dil Se bhula do tum, mita do tum,


Chalo hum maan lete han,

Tumhe hum apne is dil se bhula dey gey, mita dein gey,


Mgr ik kaam to kar do,
K darya k kinaron ko kisi surat mila do tum,


Sitarey torr kar laa do,

Ya phir is phool se khuShbu juda kar k dikha do tum,


Suno..! Tum kar b lo aisa,

Kinare jorr b lao,
Sitarey torr b lao,
Chaman k saare phoolon se juda khushbu ko kar b do,


Mgr hum tum ko iss dil se mita phir b nahi sakty,

Suno..! Hum marr to sakty han,

Mgr "Jaanaa" tumhe Bhula nahi sakty,

Tumhe bhula nahi sakty,

Tim Bin

Kitab e dil

Nafrat

Lamhe Lamhe Mai Basi Hai Teri Yadon Ki Mehak_

Lamhe Lamhe Mai Basi Hai Teri Yadon Ki Mehak_



Yeh Aur Bat Hai K Nazron Se Door Ho Tum_

Ya Rab Dil-e-muslim Ko Woh Zinda Tamanna De







Ya Rab Dil-e-muslim Ko Woh Zinda Tamanna De.
Jo Qalb Ko Garma De Jo Rooh Ko Tarpa De.

Phir Vadi-e-faran Ke ,har Zarray Ko Chamka De.
Phir Shok-e-tamasha Dey Phir Zoq-e-taqaza De.

Mehroom-e-tamasha Ko Phir Deeda-e-beena Dey
Dekha Hai Jo Kuch Main Ne Aoron Ko Bhi Dikhla De.

Batkay Howe Aahoo Ko Phir Soyay Haram Lay Chal
Is Shehr Kay Khogar Ko Visatay Sehra Dey

Paida Dilay Verran May Phir Shorish Mehsher Kar
Is Mahfile Khali Ko Phir Shahiday Laila Dey

Is Daur Ki Zulmat Main Har Qalb-e-pareshan Ko
Woh Daag-e-mohabbat Dey Jo Chaand Ko Sharma Dey

Rifat Maqasid Ko Hum Rosh Zulakha Kar
Khudaryay Sahil Day Aazadiyay Darya Day

Bay Los Mohobat Ho Bay Baak Sadaqat Ho
Senu May Ujala Kar Dil Surati Mina Dey

Ya Rab Dil-e-muslim Ko Woh Zinda Tamanna Dey
Jo Qalb Ko Garma Dey Jo Rooh Ko Tarpa Dey

Dushmni

Namaz

Ye sada laga raha hoon

Misaal

Kaash Aazad Qabeele k




Kaash Aazad Qabeele k Sukhan-War hote!

Hum Mahaazon pe na Bikte to Sikandar hote!

Khud-Farebi k Kharabon me rahe ham warna!

Apni auQaat me rehte to Qalandar hote,,

Mauj-e-Kausar ki Qasam
Hum the Mohabat k Walli'...!

Khaak k Dar pe na jhukte to Samandar hote...!!

Koi Dost Tha Achay Dinoon Ka




Koi Dost Tha Achay Dinoon Ka,
-
-
Jo Pichlay Dinoon Se Yaad Aa Raha Hai.

Karwateen

Jo bhi likhta

Na Parwah Usay Meri




Na Parwah Usay Meri
Na Us Ko Zarurat Meri..!



Main GaLi Ka Aik Majnu Woh Parday Daar Log....!

Kya mila muhabbat se

sardioon ka mosam

Ishhaq

O be'khbr tuje kia khbr





O be'khbr tuje kia khbr teri Aankhon mein kesa jmal hai

Tuje dekh le jo bs ek nzr uski Aankhon mein phr ye swal hai

Muje neend se Q jaga diya Muje khwab kesa dikha diya

Koi noor hai,koi jamal hai,ya k sadgi ki msaal hai

Teri sans se meri aas hai,tu jo paas hai to ye sans hai

Muje zindagi ki tu bhek de meri zindagi ka sawal hai

Meri hr nzar mein bsa hai tu, mere hr Qalm pe likha hai Tu

Tuje soch loon to Ghzal meri, na likh skoon to khyal hai!

Raah-E-Wfaa Mein




Raah-E-Wfaa  Mein,,
SzZaaon Ko Kon Dekhe Ga

Safar Hai Dhoop Ka,,
Chaaon Ko Kon Dekhe Ga

Hm Apni zZidd Pey Aaye,,
To Cheen Lein Gey TJhe

Tere Shehar Ki Diwaaron Ko,,
Kon Dekhe Ga

Bichar To Jayen Mgr,,
Phr Khayal Aata He


Teri In Dill-kash Aadaon Ko,,
Kon Dekhe Ga......!

Qazaq ankhen gulab chehra




Qazaq ankhen gulab chehra
badan pe silwat nishan ko tarsy

Lipat'ta aanchal simat'ta daman lams me tery eman ko tarsy

Lachkeli bahen uthen to tery badan ko aisy kaman kr den

Har ik kafia har ik ghazal
asar me tery bayan ko tarsy

Koi mehkta garm tanafus
koi chatakta surela naghma

Dharakty senay k sahilon me
koi lehar ho
k tufan ko tarsy

Namod komal wajod resham thakan ko chunti aghosh-e-niswan

Mery machalty ghayor jazbay
dua me teri ama'n ko tarsy

Wo neeli nas me sayal jesi nashay ko japti nbz ki mala

Sharab jesy gahak ko dhondy
makan jesy make'n ko trsay...!!

Baag kaliyan